Looking For Anything Specific?

Instagram ne Launch Kiya “Support Small Business” Sticker, Kaise Kar Sakte Hai Istemal ?


Instagram ne Launch Kiya "Support Small Business"Sticker, Kaise Kar Sakte Hai Istemal ?

HIGHLIGHTS:

Instagram ke is naye sticker se users ko Platform par chote Udyog ko Help karne ka Mouka mil raha Hai

Aap kuch is Tarah se es Sticker ka Istemal kar Sakte Hai

Instagram Naye Stickers ko Pesh Karta Rehta hai, Es launch ka Uddesh Covid-19 Warrior ke Alawa is sankat me Support aur anya kayi chizo ko Support karna tha. Halanki ab platform par ek naye “Support Small Business”Sticker ko bhi pesh kiya gaya hai,Iska Main Uddesh yeh hai ki Chote-Chote udyog par Es Samay Jyada Dhyan diya jaye.

Instagram ke ek nay sticker ko platform par chote udyogo ko support karne ke liye Istemal kiya ja sakta hai. Es sticker ke Madhyam se users es tarah ke Business ko Support kar sakte hai,
Iske alawa inhe Stories me bhi Add kar Sakte hai.ISke alawa Instagram ki or se uske Karausel par bhi in Stories ko Dikhaya jane wala hai, Jisme yeh Sticker bhi liya gaya hai.

READ AlSO:> इन्स्टाग्राम यूजर्स को ट्रोलर्स से सामना का मिला ताकतवर हथियार, कंपनी ने लॉन्च किया नया फीचर

Yah Istemal karne me bahut he easy hai, kuch steps follow karke aap iska Istemal kar sakte hai.

Kaise Kar Sakte Hai Istemal ? instagram small support business sticker ka

Iske liye Instagram camera ko open karne ke liye right swipe kare yaha aap ek photo Le skate hai ya kisi ek business ko choose kar sakte hai.
Iske baad Sticker icon par tap kare, isle baad “Support Small Business” Sticker ko select kare. Ab jab Aapne es Sticker ko choose kar liya hai. To ab aap ise apni story me kahi bhi use kar skate hai.

Iske baad es Sticker ko tap kare aur apne business ka naam enter
kare, Iske alawa aap di gayi list se bi iska chunaw kar skate hai.
ye karne ke baad aap ise kisi bhi tarah customize karke share bhi kar skate hai. Iske baad koi anya user espar tap karta hai to wah Instagram ke us business page par chala jayega.

Post a Comment

0 Comments