Looking For Anything Specific?

Lockdown के दौरान Google पर Coronavirus से जुड़ी इन चीजों को लाखों बार किया जा रहा Search.



Last Three Weeks Se India Lockdown Jaari Hai. Iski Wajah Se Log Social Distancing
Maintain Kar Rahe Hai.Jyadatar Log Work From Home Kar Rahe Hai.

Log Coronavirus Se Related Knowledge Ke Liye Google Search Kar Rahe Hai.
Google Search India Me He Nahi, Kuch Countries Ko Chhod Kar Poore World Me Popular Search Engine Hai.

Coronavirus Epidemic (कोरोनावारस महामारी) Ki Wajah Se Duniya Bhar Ke Kayi Countries Me Lockdown Hai .Log Lockdown Khulne Se Lekar Covid-19 Ki Sabhi Jankari Ke Liye Google Search Ka Use Kar Rahe Hai

Coronavirus tips during lockdown

महामारी Coronavirus की वजह से भारत में पिछले तीन सप्ताह से लॉकडाउन है। भारत में लोग इस लॉकडाउन के दौरान Coronavirus से जुड़ी चीजों को सबसे ज्यादा सर्च किया जाता है।
Coronavirus Tips Ko Sabse Jyada Baar Search Kiya Ja rha Hai.

Is Keyword Ko Google Per Kareeb 1 Crore Baar Search Kiya Gaya Hai .
Wahi,

Coronavirus Ko 5 Million ( 50 लाख ) Baar Search Kiya Gaya Hai.
Lockdown Extension Ko Logo 1 Million ( 10 लाख ) Baar Search Kiya Hai. Covid-19 Ko ( 7 लाख )Seven Lakh Baar Search Kiya Gaya Hai.

Jab Se American President Ne PM Modi Se Hydroxychloroquine Ki Maang Ki Hai ,Tab Se Google Pr ise Bhi Search Kiya Jaa Raha Hai,
Is Keyword Ko ( 6 लाख ) Six Lack Baar Search Kiya Gaya Hai.

Wahi Coronavirus Symptoms Ko 5 लाख Baar Logo Ne Search Kiya.

2 April Ko Indian Government Dwara Launch Kiye Gaye Coronavirus Tracking Aarogya Setu App Ko Logo Ne 3.2 लाख Baar Search Kiya Hai.
Aur Aarogya Setu Keyword Ko 2 लाख Baarsearch Kiya.

Coronavirus Prevention Ko Bhi 2 लाख Baar Aur India Covid-19 Tracker,
Aarogya Setu App Download ,Lockdown India Aur Lockdown In India In Keywords Ko 1 लाख Bar Search Kiya Gaya Hai.

Post a Comment

0 Comments