Looking For Anything Specific?

WIFI Password कैसे पता करे किसी भी Computer मे

WIFI Password कैसे पता करे किसी भी Computer में

Internet Aaj ke Time me Koun Nahi Use karta , Ek Time tha Jab Logo ko
Internet ke baare me Kuch bhi Pata tha lekin Aaj kal Aap Hum Sabhi Log
ke Pass Smartphones hai Jisme Hum jab chahe Jaise chahe or jitna chahe
Internet ka USe kar Sakte hai Mobile me Internet Mehnga hone ki wajha se
Log Apne Gharo me WIFI Connections Lagwate hai Aur Kayi Log Free
Internet Use karne ke liye Dusro ka WIFI Password Pata karne ki Koshish
karte hai WIFI Hack karne ki Koshish karte hai.


Hamara WIFI Connection koi Dusra na use kar sake iske liye hum Apne
WIFI ko Wifi Password se Secure karte hai But WIFI Password to hum laga
lete hai par kayi baar hum khud he Password bhul jate hai, So is Article me
Hum Computer me Wifi Password kaise pata kare ye Samjhenge.
(How To Find Your WIFI Password in Hindi ),Computer me Connected Bhule huwe password ko kaise pata kare,

Kayi Baar hum WIFI ka पासवर्ड Bhul jate hai par wo hamare MOBILE Aur
COMPUTER se connected Rehta hai , Aeise me Bahut He Aasani se aap
Computer me wifi ka Password Jaan sakte hai.Agar aap WIFI पासवर्ड
Todne ki soch rahe hai to yeh kaam Zara Mushkil hai isle liye aapko
Professional Hacker Banna padega tabhi aap Wifi password HACK kar sakte
ho.Ab computer me Connected वाईफाई ka Password Pata karne ke 2 Easy Steps
hai chaliye samjhte hai.
(How To Find Your WIFI Password in Hindi ) ,Laptop ya Computer me Connected Bhule huwe password ko kaise pata kare,

Computer में WIFI Password कैसे पता करे ?

Laptop ya Computer me Connected WIFI ka Password janne ke liye 2 Easy Steps hai. Ek aap ( Command Prompt ) ki Help se पासवर्ड jan sakte hai Aur Dusra Step hai ( Wireless Properties ) iski Help se bhi Aap वाईफाई पासवर्ड Jaan sakte ho.

WOW&HOW: WiFi Calling क्या है तथा कैसे काम करता है? जानिए , What Is WiFi Calling And How Does It Work? Learn

Command Prompt से WIFI Password पता करना

1. Command Prompt Open करे

Computer ya Laptop ka Password pata karne ke liye Command Prompt ko Open kare iske liye KeyBoard Short Key window+r Press kare.

  • window+r Press kare
  • Ab cmd Type kare Aur OK par click kare
  • Ab Command type kare
Command Prompt से WIFI Password पता करना

2. अब निचे दिए गए Command को Type करे

Jaise he Command mode Open ho jaye iske baad aapko Command me netsh wlan show profile name=wifi ka name key=clear Type karna hai
NOTE: ( Name ki Jagha Aap ke WIFI ka naam hoga )

Command को Type करे

3. Security Setting में key Element Search करे

Jaise he Command type kar ke Enter Press karte hai aapko Command me bahut sari List milegi Ab Aap List ko Scroll kar upar jaye wahi par Security Setting me Key Element ke samne aap ka WIFI पासवर्ड likha hoga.

Your wifi Password here

Wireless Properties से Wifi का Password पता करे

1. Computer में Control Panel Open करे

Sabse pahle Computer me Control Panel open kare iske liye Computer ki Window Key ka use kar sakte hai.

Wireless Properties से Wifi का Password  पता करे

2. अब Network and Sharing center पर click करे

Control Panel open kar lene ke baad Network And Sharing par click kare.
NOTE: Agar ye option aapko nahi show ho rha hai to upar Right side par Category Option par click kare Large icon Select kare Network and Sharing ka Option mil jayega.

wifi network and sharing center

3. अब Connect wifi पर click करे

  • WIFI Network par click kare
  • Ab Wireless Properties par click kare
wifi password connected

4. अब Security पर click करे और Show पर tick करे

Jaise he aap Wireless Properties par click karoge iske baad Security option par click karna hoga jahan aapko Show characters Option milega use click karte he aapko aapka Connected वाईफाई Password mil jayega.

  • Security par click kare
  • Show characters tick kare
  • Ab Password Dekhe
Wireless network Properties

To is Tarah aap Computer me Connected kisi bhi वाईफाई Password pata kar Sakte hai iske liye apko kisi bhi Software ki zarurat nahi hogi BIna software ke he aap apne computer me connected वाईफाई ka password pata kar sakte hai.

Post a Comment

0 Comments